Monday, October 3, 2011

zindagi


zindagi ek khubsurat nagma kabhi na hota
kaash woh pal kabhi apna na hota
takdeer ne maari har pal thokar
kaash tera sahara bhi na mila hota

Jhoothe khwab dikhaya yu
andhere mein jeena pada hain yu
savere k raah takte huye the
ab raat se mohabbat hua hain yu

dil gumsum baitha roya yu
maut ka bhi dastak haseen lagta hain tu
fir ek aks khor raha hain yu
khoya hain khud kise dhund raha hain yu

No comments:

Post a Comment